Aaj ke time mein har business chahata hai ki uske products aur services high quality ke ho aur customers ka trust banaye. Quality ke bina koi bhi company market mein lamba survive nahi kar sakti. Or quality ko prove karne ke liye international standards hain jo hame quality standard certificate provide karte hain. Quality standard ko maintain karne ke liye sabse popular international standard hai – ISO 9001:2015.
ISO 9001:2015 Kya Hai?
Jante hen ISO 9001:2015 Kya Hai? ISO 9001:2015 ek international quality management system (QMS) standard hai. Jayadatar Business Ise Istemal Karte Hen or Ye standard 2015 mein update hua tha aur ismein focus rakha gaya hai:
- Customer satisfaction par
- Risk-based thinking par
- Continuous improvement par
- Strong management or team involvement par
Matlab simple shabdon mein, ISO 9001:2015 ek guideline hai jo company ko help karti hai apne process improve karne, customer ko best service dene aur market mein credibility banane ke liye jo aaj ke time mein har business ke liye jaruri bhi he.
ISO 9001:2015 Kin Ke Liye Jaruri Hai?
Ye standard industry-neutral hai, matlab har tarah ka business isse implement kar sakta hai, Chhote se leke Bda Business bhi ise Istemal Kar Sakta hai.
1. Manufacturing Companies
Product quality, defect-free manufacturing or process improvement ke liye istemal hota he.
2. Service Providers
Hospitals, IT companies, education, consultancies – jahan customer satisfaction sabse important hai vahan bhi istemal hota he.
3. Government Tenders
Government contracts or big corporate tenders mein jadatar ISO 9001:2015 certification mandatory hota hai.
4. Export Businesses
Foreign clients aur international market mein trust banane ke liye.
5. Startups & Small Businesses
Market credibility aur structured system establish karne ke liye bhi istemal kiya jata he.
ISO 9001:2015 Certification Ke Fayde
Customer trust aur satisfaction badhta hai
Business process zyada efficient hote hain
Market mein competitive advantage milta hai
Global level pe credibility badh jaati hai
Government or corporate tenders ke liye eligibility
Ajj Hi ISO 9001:2015 Apply Karen Or 2-3 Din Main Certificate Apne Address Per Prapt Kren.
Contact us +91 8290729213 – A Star Legal